Kisi Kay Dil Mein Apni Mohabbat..

محبت پیدا کرنے کا وظیفہ

Kisi Kay Dil Mein Apni Mohabbat

wazifa krny say pehly kcuh sadqa khairaat kar dain aur do rakaat nafal namaz hajat parh lain. wazifa jumeraat aur jumma ki darmiyani raat ya phir itwaar aur peer ki darmiyani raat ko shuru karain aur time rozana isha ki namaz ky baad karain. teen teen martaba awal-o-akhir darood shareef parh liya karain. teen so (300) martaba YA WADOODO, YA RAUFO, YA RAHEEMO parhain. Read More...

Kisi Kay Dil Mein Apni Mohabbat Paida Karny Ka Wazifa

Kisi Kay Dil Mein Apni Mohabbat...

parhny ky baad app jis sy mohabbat karty hein, apni ankhein band kr ky uska tasawor karain aur phonk maar dain. phonk marny ky baad ALLAH sy dua mangain, Dua mangnay sy pehly bhi darood shareef parh lain aur jisy bhi chahty hein yeh dua karain YA ALLAH us ky dil mein meri mohabbat paida kar dy aur meri us sy shadi ho jaye. Dua suchy dil sy mangain, wazifa ki mudat kam az kam 11 din ya phir 41 din tak karain agar app yaqeen ky sath karain gain to ALLAH TALAH app ki muraad puri kr dain gain. Yaqeen kamil ky bagair kisi bhi kaam mein kamyabi hasil karna boht mushkil hai, ALLAH har kisi ko suchi mohabbat ki khushiyan atta farmayein. (Ameen)

Ads

Order Gemstone Lockets

Allah Name Locket

Ads

آج کل آپ کونسی مشکل سے دوچار ہیں؟

اللہ کے کلام سے تمام مسائل کا حل ممکن ہے۔حدیث پاک کی روشنی میں اپنے مسائل سے متعلق وظیفے پڑھیں۔

99 Names of Allah

Like Us On Facebook

You will be the first to comment here.
Cancel